• Pal Bhar Ke Liye Koi Humhe Pyaar Karle

  • By: Red FM
  • Podcast

Pal Bhar Ke Liye Koi Humhe Pyaar Karle

By: Red FM
  • Summary

  • Ye kahani hai ek ladke ki, joh aaj raat, ek ladki se mila. Dono ne saath mein jo waqt guzara, us waqt ke har pal ke andar chupi hai ek kahani. Jo woh tumhe suna raha hai. Kyunki us ladke ke liye, tum uska aane vala kal ko, uski antim manzil ho, uska sacha pyaar ho. Written and narrated by Lakshya Datta.

    2024 Red FM
    Show More Show Less
Episodes
  • Aaj Tum Itna Wada Karte Jaana
    Dec 13 2021

    Hum logon se waade kyun maangte hain? Kyun baaton ko, haalaton ko, aisi gajah le jaate hain jahan se aage ka raasta hum akele chalne se darr te hain? Ye do lafz - wada karo… kya ye ek zarurat hai, ek kami hai? Kaisa darr hai ye, jo ek connection ke honhe ke baad bhi ek insurance policy maangta hai? Kyunki agar pyaar hai, toh darr nahi hona chahiye, hai na?

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Show More Show Less
    17 mins
  • Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
    Dec 6 2021

    Humare gaano mein ye dil lene, dene, khone, churane... ki baatein kyun hoti hain? Ye Dil itna aasaani se kyun behak jaata hai? Baaton mein aa jaata hai? Kya sab dil aise hote hain? Hum sab ne kab faisla kiya is dil ko aisa banane ka? Ye dil kamzor bhi hai, bechara bhi hai, baccha bhi hai… lekin humari zindagi par iska control bada hai… hai na? Ye dil agar itni aasani ye behak jaata hai… toh uspar bharosa kaise kar sakte hain?

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Show More Show Less
    14 mins
  • Maanga Hai Tumhe Duniya Ke Liye
    Nov 30 2021

    Kitna farak hai humari soch mein? Kinta farak hai humare zazbaaton mein? Tum ek ladki ho aur main ek ladka hoon… is farak se kitne farak paida hote hain? Shayad sirf ye pyaar aur poetry hain, jin dono mein gender ka koi lena dena nahi hai. Dono ehsaas se bante hain. Aur ehsaas ko sab ehsaas hi bulate hain…

    See omnystudio.com/listener for privacy information.

    Show More Show Less
    13 mins

What listeners say about Pal Bhar Ke Liye Koi Humhe Pyaar Karle

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.

In the spirit of reconciliation, Audible acknowledges the Traditional Custodians of country throughout Australia and their connections to land, sea and community. We pay our respect to their elders past and present and extend that respect to all Aboriginal and Torres Strait Islander peoples today.