• Mehfil-E-Manzumaat - A Show Dedicated To Urdu Poetry (Season 02)

  • By: MnM Spodlight
  • Podcast

Mehfil-E-Manzumaat - A Show Dedicated To Urdu Poetry (Season 02)

By: MnM Spodlight
  • Summary

  • Dil, deedar, Ishq ke alfaaz, har khwaab kiya bayaan, ummda hai sher-o-shaiyari ke andaaz.


    Pesh karte hain Mehfil e Manzumaat, shayaron ki mehfil ka lutf abb aapke phone par! Keh gaye Ghalib ki Dil ko behlaane ke liye yeh khayaal bhi accha hai, aapke khwaabon ko lafz de gaye hain kaafi mashoor shaayar! Suniye aapke jazbaat aur unke alfaaz, sirf aur sirf Mehfil E Manzumaat.


    Sher-o-shaiyari se bhale hi aapka ho faasla, inn faaslo ko mitaane aaye hai miyan Talha. Urdu ka jaadu aur shaayaron ki khubsurat baatein, abb aapke paas kaafi asaani se.


    MnM Spodlight
    Show More Show Less
Episodes
  • Duniya | Mehfil e Manzumaat | S2: Episode 15
    Jun 7 2024

    Duniya main hun duniya ka talbgaar nahi hun..Bazar se guzra hun khareedar nahi hun.

    Mehfil Saj Chuki Hai... Aaiyega Zaroor!


    Show More Show Less
    9 mins
  • Ibn-e-Insha | Mehfil e Manzumaat | S2: Episode 14
    May 13 2024

    Bekal Bekal Rehte Ho Par Mehfil Ke Adab Ke Sath,Aankh Chura Kar Dekh Bhi Lete Ho Bhole Bhi Ban Jaate Ho. Ibn-e-Insha with Shweta Singh.

    Show More Show Less
    10 mins
  • Ishq | Mehfil e Manzumaat | S2: Episode 13
    May 13 2024

    Ishq ne ghalib nikamma kar diya, Warna ham bhi aadmi thy kaam ke, Khat likhenge garchey matlab kuch na ho, Ham to aashiq hain tumhare naam ke.

    Show More Show Less
    9 mins

What listeners say about Mehfil-E-Manzumaat - A Show Dedicated To Urdu Poetry (Season 02)

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.

In the spirit of reconciliation, Audible acknowledges the Traditional Custodians of country throughout Australia and their connections to land, sea and community. We pay our respect to their elders past and present and extend that respect to all Aboriginal and Torres Strait Islander peoples today.