Kahaniyon ka Mantra

By: MnM Talkies
  • Summary

  • Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi.

    Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge.

    Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'.

    MnM Talkies
    Show More Show Less
Episodes
  • Episode 117 : Dil Ki Baat Hai
    Sep 29 2024

    Indore mein rehne wale Guddu Indori yun toh nikle the jeetne ko duniya saari. Magar kaam ka bahot jyada stress lene ke karan ho gayi hai ko unko dil ki bimari.

    Ab kaise niptega Guddu Indori apni bimari se, janne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki ye World Heart Day special kahani – Dil ki baat hai

    Show More Show Less
    11 mins
  • Episode 116 : Akkad Bakkad, Bhaijaan Bhullakkad
    Sep 22 2024

    Kuch na kuch bhulne ki aadat toh har kisi ki hoti hai!

    Koi exams mein answers likhna bhul jaata hai, toh koi kuch kahin rakh kar bhul jata hai.

    Usi tarah Hyderabad ke Chappan bhai bhi uska address rakhkar bhul gaye hain, jiski unhone supari li thi.

    Toh ab kya karenge Chappan Bhai?

    Janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ki ye World Alzheimer's Day special kahani – Akkad Bakkad, Bhaijaan Bhullakkad!!

    Show More Show Less
    7 mins
  • Episode 115: Berozgaar Engineer
    Sep 14 2024

    100 se bhi jyada companies mein interview diya Bholu Engineer ne, magar kahin nahi lagi naukri. Ab kya karega Bholu? Kya kar payega koi jugaad, aur chuda payega Lala ke paas se apne Maa ke kangan. Janne ke liye suniye Kahaniyon ka Mantra ki ye Engineer’s Day special kahani – Berozgaar Engineer!

    Show More Show Less
    9 mins

What listeners say about Kahaniyon ka Mantra

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.

In the spirit of reconciliation, Audible acknowledges the Traditional Custodians of country throughout Australia and their connections to land, sea and community. We pay our respect to their elders past and present and extend that respect to all Aboriginal and Torres Strait Islander peoples today.