Diary cover art

Diary

Diary

Preview

Buy Now for $4.30

Buy Now for $4.30

Confirm Purchase
Pay using voucher balance (if applicable) then card ending in
By confirming your purchase, you agree to Audible's Conditions Of Use and Privacy Notice and authorise Audible to charge your designated credit card or another available credit card on file.
Cancel

About this listen

Audible prastut karta hai DIARY, with Hind Yugm. Ek Audible Original, lekhak Wasim Akram dwara. 

Yeh kahani hai ek 19 saal ke ladke Ajay ki jo ek kaarkhane me kaam karta hai. Ek din wahan use ek 18 saal ki ladki ki diary milti hai. Diary me likha tha ki ladki 7 saal ki umr me child abuse ka shikaar hui thi. Tab se wah ghut ke ji rahi hai. Ajay rone lagta hai aur diary se mile clue ke zariye wah kai din shahar me ghumkar us ladki ka ghar khoj leta hai. Ajay ka agla kadam us se milna hai. Kya Ajay uss ladki ko dhoondh paayega? Kya wah uska gum baant paayega? Milne pe Ajay uss ladki se kya kahega? Jaanane ke liye suniye aur jaaniye....DIARY

Disclaimer: Iss show mein apshabd aur kadi bhasha aur vayask shrotaayon ke liye vayask saamagri hai, jismein antrang drishya shaamil hain jo kahani ke anuroop hain. Yeh poori tarah kaalpanik hai aur vaastavik vyakityon, vyavsaayon, sthaanon ya ghatnaayon ke saath koi bhi samaanta maatr sanyog hai. Iss show ka uddyeshya kisi vyakti, sansthan, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko thes pahunchaana ya badnaam karna ya kisi sansthan ya jeevit ya mrit vyakti ko badnaam karna nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ka istemaal karne ki zordaar salaah di jaati hai.

©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited
Contemporary Fiction Personal Development

What listeners say about Diary

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.

In the spirit of reconciliation, Audible acknowledges the Traditional Custodians of country throughout Australia and their connections to land, sea and community. We pay our respect to their elders past and present and extend that respect to all Aboriginal and Torres Strait Islander peoples today.