(0:00) Intro
(0:17) Exemplary incident: Mufti sb ke jannay walon mein Talaq-e-Salaas ka waqia
(1:38) Ehl-e-Hadith ke khokhlay dalaail on Talaq-e-Salaas
(3:36) Qadiyaniyon ke khokhlay dalaail
(4:38) Hajj 2014: Mufti Sahab ki mulaqat aik barre aalim se
(8:00) Ehl-e-Hadith ki andhi taqleed par challenge
Talaq-e-Salaas: In-depth Analysis
(10:17) Ghair Sharai Talaq ka masla
(11:06) “Jo Allah se darta hai, uske liye museebat se nikalne ka rasta hai” (Aayat ki tafseer)
(12:26) Hazrat Rukana (RA) wali Hadis ki hasiyat
(13:42) Nabi ﷺ ke daur mein Teen Talaq aur Muta’a ka masla
(14:11) Mufti Sahab ke Tafseer lectures on Surah Baqarah regarding this issue
(14:32) Imam Tahavi (RA) ke mutabiq Talaq ka masla ijmai hai (Ehl-e-Hadith aur Shia ki ghalat fehmi)
(16:28) Ehl-e-Hadith se sawal: Jo is masle ko ikhtilafi kehte hain
(18:52) Shia logon ka Hazrat Umar (RA) par aitraaz ka jawab
(19:52) Mufti Sahab ka wazni dawaa on this issue
Debates with Ehl-e-Hadith and Related Observations
(21:36) Ehl-e-Hadith ki halat manazron ke waqt
(25:10) Saudi ulama ko Ehl-e-Hadith gumrah kyun nahi kehte?
(27:28) Teen Talaq ke tay shuda masle ko sadiyon baad uthane walay Sheikh Bin Baas ka tazkira
(30:52) Ehl-e-Hadith se 2 sawal:
1.Agar ye masla ikhtilafi hai to dalaail ki duniya mein kaun wazni hai?
2.Kisi aik Sahabi (RA) ya Taba’ee ka fatwa dikha dein.
Talaq and Its Implications
(33:28) Next generation’s future
(34:02) Talaq ki saza itni barri kyun hai?
Masah: Rulings and Wisdom
(35:18) Jarabon aur Imama par Masah ke masail
(42:30) Hazrat Ali (RA) ka qoul jo aab-e-zar se likhne ke qabil hai
(43:15) Aqal, deen ka mayaar nahi
(48:00) Paaon/Jarabon par masah
(55:04) Na’alain Mubarak mein masah
(56:40) Teen qism ke Jarabon par masah
(58:48) Imama par masah ke ehkaam
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.